Subah jaldi uth ke kaam
karke college jati hai woh
Aur log kehte hain usne kiya hi kya
college se aakar dobara
ghar ka kaam kiya, aur
fir ki padhai
Aur log kehte hain usne kiya
hi kya
Agar wo bimar pad gayi
toh kehte ho bahana
banaya, fir bhi uthke usne
kiya sab kuch
aur log kehte hain usne kiya hi kya
Har baat par uske upar lagayi pabandi
fir bhi woh chup rahi
Aur log kehte hain usne kiya hi kya
To be continued....